Yu toh har lafz likha hai maine zamane ke liye,
Magar kuch sher hai sirf tujhe sunane ke liye,
Kyun kahte ho mohabbat najar aati nahi teri,
Dil mein aaina chupa rakha hain tujhe dikhane ke liye.
यु तो हर लफ्ज़ लिखा है मैंने ज़माने के लिए,
मगर कूच शेर है सिर्फ तुझे सुनाने के लिए,
क्यों कहते हो मोहब्बत नजर आती नहीं तेरी,
दिल में आइना छुपा रखा है तुजे दिखने के लिए.

0 Comments
Thanks for your feedback