Shaam se aankh mein nami si hai, Aaj phir aap ki kammi si hai,
Dafan kardo humein ke sans mile, Nabz kuch dair se thammi si hai,
Waqt rehta nahi kahin chuhp ker, Is ki aadat bhi aadmi si hai,
Koi rishta nahi raha phir bhi, Ik tasleem lazmi si hai.
शाम से आँख में नमी सी है, आज फिर आप की कम्मी सी है.
दफ़न करदो हमें के साँस मिले, नब्ज़ कुछ देर से थम्मी सी है.
वक़्त रहता नहीं कहीं चुप कर, इस की आदत भी अदम्मी सी है.
कोई रिश्ता नहीं रहा फिर भी, इक तस्लीम लाज़मी सी है.
Thanks for your feedback