Humara teddy sambhal ker rkhna,
Yeh aapko bahut pyar krta hai,
Humara dil ki baatein ye aapse kahega,
Kyuki hamara dil aapse kahne se darta hai.
Happy Teddy Bear Day!
Teddy Day ka moka hai,
Phir kyun aapne khud ko roka hai,
Jao or de aao apne yaar ko teddy,
Is din ka to andaaz hi anokha hai.
Happy Teddy Bear Day!
Teri meri dosti ka afsana bhi hai,
Is me pyar ka khazana bhi hai,
Isliye chate hai apse pyara Teddy Bear mangna,
Aur Aaj to mangane ka bahana bhi hai.
Happy Teddy Bear Day!
Kuch Ehsason Ke Saye Dil Ko Chu Jate Hain,
Kuch Manzar Dil Mein Utar Jate Hain,
Bejan Gulshan Mein Bhi Phool Khil Jate Hain,
Jab Zindagi Mein Aap Jaise Dost Mil Jate Hain.
Happy Teddy Bear Day!
Guzar jayega yeh din yaar,
Agar tum karte ho kisi se pyar,
Milega na aisa mauka kabhi,
Phir bahut pachtaoge tum bhi,
Isliye kehte hain hum tumse,
Ke kar lo tum izhar apne sanam se.
Happy Teddy Bear Day 2015.
Thanks for your feedback