Kyu tujhiko dekhna chahti hai meri aankhe.,
Kyu khamoshiya krti hai bas teri baatein,
Kyu itna chahane laga hoon tujhko main,
Ki taare ginte huye kat-ti hai meri raatein,
Tu hi kuchh bata de kya main karu inka,
Har pal jo mujhe tadpaati hai teri yaadein.
0 Comments
Thanks for your feedback